aap khub sapne dekhen. apke sapne apko develop karte hain. jitna jyada aap sapne dekhen hain utna jyada aap develop hote jate hain. apki jitni jyada life ko lekar awareness hoti hain uske mutabik hi apko sapne aate hain. apki yeh duty banti hain ki aap apni real power ke bare mein jyada se jyada jankaari rakhen. aap pata karen ki aap jivan mein kya kya kar sakte hain. kyonki har beej (seed) ek tree ban sakta hain or aap bhi ek beej hain or apko pura haq hain ki aap bhi ek shandaar tree banen or puri duniya ko fruits, shadow or blessings gift karen. aaj se hi khud ko ek grow karta hua tree samjhen. aap kabil hain. apme talent hain. apme unlimited creativity hain. apme unlimited innovation power hain. apke bheeter pura universe hain. apki shakti infinite hain. khud ko har din challenge karen or life ko super creative andaaz mein jiyen.
har din sapne dekhen. har naya sapna apko nayi growth deta hain. apka sapna apko develop karta hain. apka sapna apko new heights deta hain. kamyab log har din sapne dekhte hain. sapne dekhen or kamyab banen.

Comments
Post a Comment