1. apka janm ek shandaar jivan jeene ke liye hua hain. 2. aap khud ko satisfy karen yehi apki sehat ke liye super good hain, kisi dusre ko satisfy karna impossible hain. 3. har din bada sochen, naya sochen, khud se pyar karen. 4. apka future ek blank slate hain. 5. aap hi apki duniya ko bana rahe hain. 6. sirf 1% log hi sach much khud ki kabiliyat ko pehchaan kar jivan ka sachcha anand lete hain, aap 1% mein aa jayen. 7. sirf kahen nahi, karke dikha dein. 8. jivan mein koi shandaar sa target bana lijiye. 9. mahaan insaan apni soch se banta hain jo aap bhi ban sakte hain. 10. har pal ek vardaan hain. 11. gratitude ko apna attitude bana lijiye. 12. sach much apki shakti infinite hain. 13. break your false identity and become burfiwala...