ek baap ne apne bete se kaha ki m jivan mein tumhe sabse bada kya uphaar de sakta huin?
bete ne kaha ki aap mujhe ek achcha insaan banne ki prerna de sakte hain ek aisa insaan jo apne aap ki kadar karta ho, samaj ko behtar banane ki soch rakhta ho. baap ne kaha ki beta mujhe tum par or tumhari is shandaar soch par naaz hain. bete ne kahah ki papa m apne jivan ka har din ek utsav-vardaan-uphaar or saubhagya ki tarah jeeta huin. baap ka dil khushi se jhum utha.
ye jadui kahani apko sandesh deti hain ki apka jivan ek vardaan, saubhagya, uphaar or anand hain iska jam kar upyog karen.
apko salute...

Comments
Post a Comment